Saturday 22 October 2011

Aagaaz


Mein is blog ke aagaaz  mein bas itna kehna chahungi ki yeh blog mujhe mere lecturer dr. mukul srivastava ne prerit kiya bnane ke liye werna isse pehle to meri himmat hi nahi padi ki aisa koi kaam kar sakun.. ab jab aagaaz kar hi diya hai to koshish karungi ki kuch likhun bhi …waise to mein ekdun kori hun is mamle mein as aajtak meine kuch nahi likha hai and mujhe aata bhi nahi hai kyunki mera dimaag aisa bilkul hai hi nahi dekhiye mein kuch likh bhi pati hun ya nahi………..:) aaj ke liye itna hi ..shukriya ..